Sunday 24 September 2017

Recharge Ke Bina Videocon D2h Mein Free Channels kaise chalaye

Recharge Ke Bina Videocon D2h Mein Free Channels kaise chalaye

Dosto Videocon D2H ST T2 Satellite Par Chalata Hai. ST T2 Satellite Free To Air Satellite Nahi Hai.Usliye  Videocon D2H Mein Free Channels Nahi Chalte. Agar Hume Videocon D2H Mein Kuch Setting Change Kare Toh Hum D2H Box Mein Free to Air Channels Dekh Sakte Hai. Agar Hum D2H Set top box Mein Gs 15 Satellite Ki Frequency Add Kare Toh Hume D2H Box mein DD Ke CHannels Free Mein Dekha Sakte Hai. Hum Abs 2 Ki Frequency Add Kare Toh Videocon D2h Mein Abs Ke Free Channels Dekh Sakte Hai.
6
2
Friends Videocon D2h Free Channels Chalane ke liye Set top box Mein Old Version Ka Software Hona Chahiye. Videocon D2H Set top Box 1002 Model Ka Hona Chahiye. Apke pass Hai Toh Aap Koi Bhi Free To Air Satellite Ki Frequency Add Karke Videocon D2h me Free channels Chala Sakte Ho. D2H Box Mein Satellite Add Karke Free Channels Kaise Dekhe Uske Liye Aap ko Kuch Step Follow Karne Padege.

Videocon D2h Mein Free Channels Dekhne Ka Tarika:

  1. Sabse Pehle Toh Aap Dish Antenna Mein DD Free Dish Ke Signal Set Kare. DD Free Dish Ke Signal Set Karne Ki Details Ke Liye Niche Di Gayi Post Jarur Padhe.
2.Ab D2h Box Mein DD FreeDish Ka Satellite Add Karna Padega. Uske Liye Aap Remote Se Press Menu – Setup –Installation Enter installation code 1234Box settings – Satellite
management – Enter advancesettings password (4th, 6th, 8thand 10th digits of your VC CARD number)
3.Ab Apke Samne Satellite Management menu Open Hoga.ab hume sattelite Add Karna Hoga.uske liye aap Remote se Yellow Key Press Kare. Ab Create Satellite menu Open Hoga Usme aap DD Free dish type karke ok Button press karke Save Kijiye.
4.satellite name save karne ke baad Satellite Type: Universal,22 K_-Off,Disqec- Off,LBN Power-off kare Transpoder Par Jake Tp Add Karni Padegi.
5.AAp ok Karenge toh  Apko Free to air satellite ki frequeancy add karni hogi.Uske liye aap remote mein se Yellow button press kare.

Recharge Ke Bina Videocon D2h Mein Free Channels kaise chalaye

6.ab aap Add tp mein dd freedish ki frequency add kare.example transponder -11090,modulation system- DVB S, Polarization-V, FEC 3/4, Symbol Rate-29500
7. D2H Remote se Green Button Press Kare. ab Channels Search hogi. aur sare free to air channels apke box mein seach hogi.(Apko Sabhi Channels ke Liye Free to air channels ki sabhi tp Add Karani Padegi. Free dish ki TP Janane ke liye Niche Di Gayi Post Jarur Padhe.
8.Search Karne ke Liye Remote Se Ok Kare. ab channels Search Hogi.
9. Dosto Channels Search ho jaye tab aap remote se ok button press kare taki apki channels save ho jaye.
Congratulation ! Apke d2h mein recharge kare bina Free channels Shuru Ho Gaye.
Agar aap aisa kare toh wo company ke Rules ke Khilaf hai. apko wapass d2h Chalana hai toh apko phir se D2H Ka Satellite Add Karna Padega.

No comments:

1 TO 250 LED & LCD REPAIR CLICK LINK DATA 251 TO 500 LED & LCD REPAIR CLICK LINK DATA 551 TO 750 LED & LCD REPAIR CLICK LINK DAT...